Category: bikhre ash’aar

  • bikhre ash’aar (3)

    Here are some couplets I read today by Riaz Khairabadi zaahid sharaab peene de, masjid meiN baiTh kar yaa vo jagah bataa de jahaaN par Khudaa na ho Khuda ke haath hai bikna na bikna ma_e kaa ab saaqi baraabar masjid-e-jaame’ ke ab rakh di dukaaN maiN ne —————————– Hasrat Mohani: nahiiN aati to yaad…

  • bikhre ash’aar (2)

    Some ash’aar by Munawwar Rana siyaasi aadmi ki shakl to pyaari nikaltii hai magar jab guftagoo karta hai chingaari nikaltii hai laboN par muskuraahaT dil meiN bezaari nikalti hai baRe logoN meiN hi aksar ye beemaari nikalti hai —— balandi der tak kis shaKhs ke hisse meiN rahtii hai bahut uuNchii imaarat har ghaRi Khatre…

  • bikhre ash’aar (1)

    betaabi-e-dil beshak palkoN pe chali aanaa lekin ye teri had hai is had se na baRh janaa aadaab-e-muhabbat meiN, zabt ek baRi shai hai kuchh bhi ho magar aie dil, aavaaz na ban jaanaa (Jagan Nath Azad)